Jag Ghoomeya (Sultan) Song LyricsDescription :
Sultan is an upcoming 2016 Indian sports-drama film directed by Ali Abbas Zafar. Written by Ali Abba...
Read MoreLyrics :
** Add Comments ** Read Comments **

O…

Na wo akhiyan ruhani kahin
Na wo chehra noorani kahin
Kahin dil wali baatein bhi na
Na wo sajri jawani kahin

 

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi ---(x2)

 

Na toh rumaani kahin
Na toh khusboo suhani kahin
Na woh rangli adayein dekhin
Na woh pyari si nadani kahin
Jaisi tu hai waisi rehna

 

Jag ghumeya thaare jaisa na koi ------(x4)

 

Baarishon ke mausam mein bheegi hariyali tu
Sardiyon mein gaalon pe jo aati hai wo lali tu
Raaton ka sukoon bhi hai
Subah ki azaan hai
Chaahaton ki chaadaron mein
Maine hai sambhali tu

 

Kahin agg jaisi jalti hai
Bane barkha ka pani kahin
Kabhi mann jaana chupke se
Yun hi apni chalani kahin
Jaisi tu hai waisi rehna

 

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi ----(x2)

 

Apne naseebon mein yaa
Honsle ki baaton mein
Sukhon aur dukhon wali
Saari saugaton mein

 

Sang tujhe rakhna hai
Sang tujhe rakhna hai
Tune sang rehna
Meri duniya mein bhi
Mere jazbaaton mein

 

Teri milti nishani kahin
Jo hai sabko dikhani kahin
Tu toh jaanti hai marke bhi
Mujhe aati hai nibhani kahin
Woh hi karna hai jo hai kehna

 

Jag ghoomeya thaare jaisa na koi -------(x4)